kabhi yaad ajati hai woh chamakte huye kuch bati,
woh halka sa ek gana aur tumhara us gane ka aks meri nazar main dhoondne ka andaz,
phir jab raten akeli ho jati hai,
tab main dhoondtu hoon usi gaane main,
kuch pal ga sahara,
woh ek pal ki muskan,
woh kuch kal ka asra,
phir ruk jati hoon,
kal ki muskanon main aj ki tanhai bhualana shayad itna asan hota,
toh phir shahayad koi asoon nhain bahata,
ek play ki jisam ki garmahat ke liye na khareedta,
na pyar ka naam deke janam bhar ka sath saude main khareedta