Saturday, March 09, 2013

Aj hai Najayaz

Aj ne kal ko ek tasver bana diya hai,
har dard har khab ko usmain usko cheeepa diya hai,
aj us dard ko phir se thoda ji loon,
phir aj ke liye dua na mangu, shukriya ada karu,
aj hath dua main nahin uth rahe hai,
aj wapis dard hai,
aj kal se khoobsurat hai phir bhi kyoon chubh raha hai,
yeh bechaini haram ki aulad hai, jayaz hai phir bhi najayaz