tum agar padh rahe ho,
salon ka safar aj kuch lafz main padh rahe ho,
aj un salon ka wasta,
aj tum utha lo woh kuch lafz,
aur tham lo mera hath,
aj gum ho rahi hoon khudh ke gali se,
shayadh aj kabhi na lagne wala tumhara sath chahiye,
shayadh aj bhi tum apne kadham peeche kheech loge,
apne aap se kuch pal ja jhooth bol loge,
kal ka sach aj main ghum ho jayega,
phir main tumhara pyaar kho doongi,jo kuch pal the,
lekin aj jo nahin hai, aur shayd kal main bhi ghum tha,

No comments:
Post a Comment