Friday, October 17, 2014

zindagi gol hai

Duniya ki tarah zindagi bhi gol hai,
har pal usi mukam ke paas le kar chal deti hai,
keh diya hai usko ki seedha jana hai,
phir bhi mudh kar wahi le jati hai,

No comments: