Thursday, March 20, 2008

KUCH




Do boondh asman,
aur kuch katra hawa,
saans leni ki arzoo,
jeene ka khabon ka carvan,
waqt ke alahad paron ke nishan,
sapno ki chamchamati nagri,
rone ki chah,
hasne ka hosla,
astitva ka maya jaal,
satya ki roshni,
rubab ka andha chasma,
kuch pal ki muskurahat,
aja hath milan mein hu pyar.

No comments: